WebNovels

Chapter 2 - Meeting you again

Sara ko vo ek sapna pichla kuch mahino se roj aa raha tha. Jisma vo apna high school ma hoti hai vo bhot kush thi aur uska sath ek classmate hai kiska sath vo bhot ho khus dekhai de Rahi tha . Par agla hi pal uska kuch daravnaa pal dekhta hai vo puri tarah se dudla tha ...

Sara us daravna sapna se uthna chati hai par utha nahi pati hai hai . Bhot kosis karna ka baad vo nid se gabhrai hui uthati hai vo . Us roj ek hi jasa sapna ata hai . Vo smaj ni pa rahi thi ki asa kya hua tha jo usa yaad nahi hai ya fer ya sirf uska Maan ka baham hai. Vo apna bed se uth kar kitchen ma jati hai aur pani piti hai fer vapis se sona chali jati hai ..

Agla din vo office jati hai aur ek gahri soch ma hoti hai . Tina ati hai aur usa btati hai ki agla 1 ganta pa uski client se meeting hai . Par vo itni pareshan thi ki vo usa meeting cancel karna ko kahati hai. Aur apni friend Niya se cafe ma melna ko kahati hai ....

Sara firm ka pas wala cafe ma Niya ka intazar jati hai hai aur apni soch ma dobi hui hoti hai . Tabi waha par Niya aa jati hai aur usa soch ma duba dekh kar chupka se jati hai aur usa aur dara deti hai. Fer vo apna liya green tea order karti hai aur Sara se puchti hai ki usna usa achanak ku bulaya . Jiski wajah se vo ek meeting cancel kar ka ati hai ....

Fer vo Niya ko apna spna ka bara ma btati hai ki usa roj ek hi jasa sapna ata hai jo ki ek dam dudla hota hai . Ya saab suna ka baad Niya ek dam serious ho jati hai jis saa Sar aur dar jati hai . Fir agla hi pal Niya jor- jor hasti hai...

More Chapters