WebNovels

Chapter 8 - Between past and future

Chapter = 8

Uska baad vo Zoya se puchti hai ki vo ladka kon hai . Zoya usa harani ki nazron se dekhti hai aur kahti hai ki tuu usa ni janti hai vo class ka topper student hai Yuan. Sara ko thodi harani hoti hai ki usa uski class ka topper kasa yaad nahi hota hai.....

Aachank se Sara picha mudti hai aur uski nazar Yuan par padti hai jo ki usa hi dekh raha hota hai. Kuch second ka liya vo ek dusra ki ankho ma kho jata hai. Tabhi Sara aga mudd jati hai. School over ho jata hai Sara apni dosto ka sath ghar hi ja rahi hoti hai uski nazar Rockey par padti hai jo ki uska senior hota hai...

Jo ki school ka ek bigda hua bacha tha. Sara apna ghar jati hai aur apna purana Ghar ko dekh kar Sara emotional ho jati hai . Par usa yaad nahi ata hai ki uska parents na vo ghar ku bacha tha aur vo achanak dusra ghar ma ku sift ho gya tha. Sara kaa maan ma bhot sara sawal thaa jinka usa jawab dudna tha . Vo apna room me jati hai aur apni dairy ko dekhti hai jo ki usa high school time par khoo gyi thi . Usa vo padti hai jisma usna likha tha ki usa Yuan par crush hai . Sara ko kuch samaj nahi ata hai. Ki future ma too uska boyfriend Rocky hai . Vo ek notebook nikalti hai usma likhti hai ki usa sabse phla to ya pta karna hai ki uska sath asa akhir kya hua tha , unka ghar sift karna ka reason, aur usa jabb Yuan par crush tha to usna usa btaya ya nahi....

Aur uska sab se bada sawal ki vo time ma picha kasa ayi . Vo soch hi rahi hoti hai ki usna us ajeeb se msg par click kiya tha aur vo agla hi pal 7 saal picha aa gyi . Usa jaldi se jaldi apna sara sawalo kaa jawab dudna tha vapis jana se pahla. Par agla hi pal uska phone par fir se msg ata hai jis par vo sochti hai ki click kara ya na kara....

More Chapters