WebNovels

darawana jangal part 3

Laxman_Parsad
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
103
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - Darawana jangal part 3

Tino vaha se jaldi jaldi teji se ghar ki or bhagne lagate hai bhagte bhagte Aarav ne us aadami se puchha bhaiya ye saya kon hai tab aadami kahta hai abhi nhi bata sakta beta tum bas dounte raho ghar jane ke bad sab bata dunga bhagte bhagte dono aadhe raste par pahunch gaye tabhi Aarav ne pichhe mudakar dekha to usako aapne pichhe lambi si Kali parchhayi aati huyi dikhti hai uska na koi chehra na koi aakar bas ek lehrati huyi parchhayi jo hawa ke sath sath Aarav ke pichhe pichhe aa rahi thi tabhi samne se aadami chillane laga beta pichhe mudakar mat dekh tu fir se usi jal me fas jayega Aarav jhat se aage muda our aage dekhne laga thodi der bad dono Ghar pahuch jate hai ghar pahuchte hi us aadami ne darwaza khatkhataya are o Vimala jaldi darwaza khol nhi to ye saya ham log ko nigal lega tab vimala ne darwaza khola our boli kya huaa ji aap to es ladke ko chhodne gaye the na tab aap log Ghar vapas kyu lout aaye our aap log ghabraye kyu ho tab aadmi kahta hai vimala vo saya hamlog ke pichhe lag gaya tha dono jaise taise ghar pahuch gaye tab vimala kahati hai he bhagwan ye sab thik nhi ho Raha hai esh gaon ko kiski najar lagi hai jo ab din me bhi ye saya ghum raha hai he bhagwan ye achha sanket nhi hai tab aadami kahta hai Aarav se beta ye vahi saya hai jisne mere bete ko nigala tha our lagta hai ye saya ab tumhare pichhe pada hai tab Aarav kahta hai kya lekin kyu ye saya mere pichhe kyu pada hai tab aadami kahta hai kyuki tum Dewagadh me us din aaye the jab us saye ko naye shikhar khoj Rahi thi tab Aarav kahta hai kya matlab aap kahna kya chahte hai tab aadami kahta hai aaj us aatma dvara chune gaye vyaktiye ki mout ka din hai us aadmi ki bat Aarav ka chehra safed pad jata hai Aarav kahta hai kya meri mout ka din hai mai to es gaon me sirf kuchh kagjad lene aaya tha tab vimala kahti hai beta es saye ka lachhya kabhi achanak nhi Banta ye use hi chunti hai jo kisi adhure aatma se jud jata hai tab Aarav kahta hai ki lekin meri kisi atma se ke sath kya dushmani ho sakti hai tab aadami kahta hai beta tumne vahi galti ki hai jo mere bete ne ki thi tab Aarav kahta hai kon si galti Maine konsi jagah galti ki hai tab aadami kahta hai raste me rat ko kisi pukar ka javab dena jo mere bete ne ki thi our kal tumne vahi galti dohrayi hai beta maine tumko pahle hi rat ko samjhaya tha ki pichhe mudakar mat dekhna our kisi ka javab bhi mat dena lekin tumne meri baat nhi suni ye sun ke Aarav ka dil mano dhadkana bhul jata hai. Aarav ka pura sharir thar thar kap raha tha tabhi Aarav bola kal rat ko jo mujhe rone ki aavaj sunayi de rahi thi vo to ladki ki thi tab aadmi kahta hai