Shuruwat hoti ha ek ladki sa jiska naam Kia ha aur is ladki ko ladko sa bhot daar lagta hai ya kabhi bhi kis ladka ko apna samne nahi dekhna chahte woh hamesha akele akele rehte ha aur kabhi bhi kissse sa baat nahi karte aur agar koi ladka uska pass a jaye toh woh waha sa dur chale jate ha
Lekin ek ladka ha jiska naam Kit jo kia ko bina btaye usa protect karta ha baki ladko sa ha aur woh ya chahta ha ki woh kabhi bhi uncomfortable na ho jaye woh hamesha usa ladko sa bachata ha ...
Kit ko lagta ha ki Kia usa notice nahi karte lekin ....
