Ek din ki baat hai mai yeh apni kahani bata rhe huu đ„ș ek din ma job ka liya apply Krna gye the sath mai meri friend bhe the boh bahut kanjos the ham dono job apply Krna ke liya ja rha the waha par hama rasta Mai ek bahut old women dikhi boh bahut bukhi the Maine apni frnd ko bola ki chalo ham isa khna khilata hai toh usna bola ki ham esa khna kyu khilaya usna muja unko khna khilna se mana kar diya boh bolti ki yeh log bahut chalak hota ha prr ma ja sab ni manti the mna usko bola agr tuja kush ni Krna h toh fir muja Krna de boh bolti ni ma khud krogye aur na tuja inka jaal ma fasna dugi boh bhaut jadha bukhi the muja unki yeh halat nhi dekhi gye mana unko khna khilna ke liya kush laya toh meri friend bolti agr tu isko khna khilagye toh meri teri dosti khatam muja pta tha yeh bhaut lalchi hai toh mana. Kush ni socha aur unko khna khilana ke liya aga badhi toh usna mera hath pakad lia toh boh bolte tuja ek bar ma samaj ni ata prr ma kya krte mera ghar walo na muja hamesha bhar wala logo ki madad Krna sikhaya hai toh mana usa bola tu yha se chali ja muja teri koi jururat ni h mana usa bola agr tu meri sth khadi ni ho skte toh Teri meri dosti khatam toh boh bolte thik h toh fir mana bhe usa jana dia aur usa dosti Tod di â€ïž toh fir mana un mata ji ko khna khilaya aur unsa pucha mata ji app kha se ho aur app yha kya kr rha ho toh unhona muja apne puri kahani bataye unhona bola ki beta Mera 2 baccha the unhona muja ghar se bhar nikal dia jis maa na apna baccho ko janam dia ho voh asa kasie kr skte ha toh maine unko bola koi bat ni mata ji ko jaise krta h basa he bhagwan bhe unka sth krta h fir mna unko ek vridhashraam ma rakha unki Puri sabha hui mara khena ka ja matalab tha ki jo insaan isaan ki madad ni Krna chatta ha toh jai duniya kaise aga badhgye hama hamesha sabki madad krne chiya aur Insaniyat dikhani chiya
