Ek gaon tha use gaon main ek ladka
Rahta tha na uska naam jaswant tha uska bahut bada parivar tha
Uski dada dadi chacha chachi sare ek hi
Sath rahte the.
Jaswant ek din bahar ghumne jata h
Use waha ek sushil ladki dikhti h uska naam
Sulochna tha .
Jaswant ko use ladki ke sath pyar ho gya
Jaswant chupke se sulochna ka peecha krta h sulochna ko shak ho jata ki koi uska peecha kr rha sulochna ne socha ki mere mn ka whem hoga sulochna chup krke waha se chal di .or jaswant uske peeche peeche uske gaon pahunch gya uske gaon ka naam
Shila nand tha.
Jaswant waha se apne ghar wapis aa jata
h woh bahut khus hota h Ghar ke usse poochte h ki kya bat jaswant aaj tu bada khus dikhai de rha h toh jaswant haste hue
Bolta h ki kuch nhi
Toh agle din jaswant sulochna ka intezar kr
rha hota h tabhi wahi per sulochna aa jati h
Jaswant usse bat krne ki koshish krta h
Toh jaswant ne uska haal chaal poocha
Toh sulochna haste hue bolti h m tujhe nhi janti hun tu mera haal chal kyo pooch rha h
Toh jaswant sidha sidha bolta h ki mujhe tere sath pyar h kya tujhe mere sath pyar h
Toh sulochna waha se bhag jati h
Jaswant sochta h ki mere mooh se yeh kya nikal gya ab sulochna mujhse bat nhi kregi
Yeh sochta rha agle din sulochna usse Milne ayi or sulochna ne bhi pyar ka ijhar kr diya dono ke beech pyar badh gaya do ek dusre ke bina nhi rhe skte the fir sulochna ka rishta khi or tey ho jata h sulochna ko dbav m aker rishta manjur Krna pada jaswant ka ro ro ker
Bura haal ho. Sulochna ki shadi ho gyi
Or jaswant ne khud khushi ker li,
