WebNovels

Chapter 1 - horrow story for my life ch1

Meri horror story---- mera naam Priya Kumari hai main apna ghar se dur Bhagalpur mera rum la ka ek sath rehte Hain padhaai karte hain mere sath Mera Chhota bhai bhi rahata hai jo ki 20 sal ka hai aur main 21 sal ki hun ham donon ek room lekar ek sath BPSC exam ka taiyari kar rahe hain roj ek sath tution jaate Hain ek sath Ghar aate lekin ek chhoti si problem rahata hai ki ham jis gali se jaate Hain vah sunsan aur bahut daravani hoti hai aur ham log long market rod sa nhi jata ha q ki wo bhot dur ha ham padal chal ka utna dur nhi ja sekta ha or taxi vi nhi la q ki ham sab middle class ka ha isliya ham short rasta sa jana parat ha q ki shot sa padal vi jata ha or jildi class vi pouch jata hai bas aata time rat ho jata ha .

Ek roj ki baat hai ek din mera bhi bimar tha or us tin mera test vi tha isliya hamko class Jana vi joriri tha class geya class khatam hua or room lautate samay bhai ka dawai bhi Lena tha isliye main market chalegi market sa dawa la ka fir sa sort rasta sa rum aana laga rum aata time mujha ek ladki mili jo ro rahi thi bath ka ma na usa pucha q ro rahi ha tumko key hua to usna kha mera ghar wala na muja ghar sa bhar nikal diya to ham na pooch q nikal diya .usna bola ki ma UPSC exam nhi nikal Paya toisliya . ma na kaha ki ajj to mera saath rahana or kal subha hota hi ghar chala Jana tab tak Teri mammy papa ka gussa vi sant ho Jaya ga .usna kaha ham .to ham usko apna sath Ghar la Jana laga tabhi woo aaga ja rahi thi ham uska picha ... Dosto jab pichaa sa us ladki to dheka to mera hos ud geya

Yadi app vi aaga ki story jana chata ha ki ma na key dheka to horrow story my life ch2

Open it

Thanks 🙏

More Chapters