WebNovels

Chapter 1 - Mari zindagi ki khani

Hello mara naam ha mikku or ma class 12th ma padhti hu aj ma apko mara first love ka bara ma bataugi zindagi ma sab ko pyaar hota ha kisi Naa kisi sa muja bhi huva tha tho ab ham kahani shuru krta ha

❤️ Mara board ka exam chal Raha ha mara exam ka first day ha uss din mara English ka paper tha ma bohat Jayda nurvous tho ma exam room ma bathi thi ma aas pass kisi ko nhi janti thi mara right side ma ak ladka batha tha paper shuru huva or maina likhna shuru kr diya USSna bhi shuru kr diya(asa nhi hota ha ki ham ko pura paper aa raha ho )muja paper ma ak questions tha joo samaj nhi aa raha ha maina bohat dar tkk socha lakin samaj nhi aya bad ma maina USS ladka ko bola bhaya usna mud kr muja dakha or dhera sa bola ha maina usko vo question pucha usna muja answer bataya fir hamna bat nhi ki ( jb maina ussa first bar bat ki tb sa mara dil ma uska liya feeling aana lag gai ) paper khatam huva or ham dono chala gay uska bad ham agla paper ka din Mila usna muja dakha or maina usko kuch tho feel huva tha yrr ya feeling ak pyar krna wala samj sakta ha uss din hamna thodi bohat bat ki thi last ma hamna bye bolo smile ki or chala gay ab ham dono agala paper ka wait krta tha har bar ki ham dono ak dusra sa milaga voo ak dam white bhalu ka jaisa tha bohat pyara kuy ki muja bhalu bohat pasand ha uski payari se aankha golu molu see body gol gol gal tha bohat Sundar tha usko dakh kr joo feelings aati thi mara dil ma vo ma nhi bta sakti koi word nhi ha usko btna ka liya vaisa yaa tho pakka ho gya tha ki ham dono ak dusra ko pasnd krna lga tha ab har exam ma feeling badhti gai ya Mari pahali Nazar ka pyar tha ab dhera dhera din nikalna lga ab aya exam ka last day ham dono bohat sad tha ki ab ham mil nhi payga hamna paper kiya or bohat bar ak dusra ko dakha mara dil rona jaisa ho gya aankha bhar gai AAU sa lakin roi nhi ab jaisa hi ham jana wala tha room sa usna mara naam pucha maina bola dipti fir maina bhi ussa uska naam pucha uska naam tha bittu ( ab dakha ham dono na 5 exam sath diya bat bhi ki lakin naam nhi pucha last exam ka din hamna ak dusra ka naam pucha ) naam puchna ka bad ham dono chup ho gay fir usna bola ab tho ham pta nhi kb milaga maina hm bola fir sab log bahar Jana lga tb usna muja Mari I'd mangi apko pta ha vo mujsa dar raha tha ki khi ma mna nhi krdu id danasa maina usko Mari I'd batadi fir ma or vo bohat khush huva or bye bola ak dusra ko ham ghar gya usna muja ID pr request bhaji maina accept ki or hamna bat krna shuru kiya

Abhi tho khana shuru hui ha abhi ak twist baki ha joo na apna socha hoga na maina tho chalo bye ab milta ha next chapter ma🤗💕

More Chapters