WebNovels

Chapter 2 - sampurn kranti

Bihar pardesh 'chhatra sangharsh samiti '

Ke mere yuvak sathiyo , Bihar pardesh ke asankhya k nagarik bhaiyo or bahno!abhi abhi Renu ji ne jo Kavita padhi, anurodh to vastav me unka tha,sunana to vah chahate the; mujhase puchha gaya ki vah Kavita suna de ya nhi ; Maine svikar kiya | Lekin usne bahut sari smritiyan , or abhi hal ki bahut dukhad smriti ko jagarat kar diya hai | esase hriday bhar utha hai aapko shayad malum na hoga ki jab mai vellor aspatal ke liye ravana huaa tha,to jate samay madrash men do din apne mishr Shri esavar ayyar ke sath ruka tha |

More Chapters