WebNovels

Chapter 1 - part 1 devil husband:riya ki taklif

Subha Subha pani muh par feka jane se riya ki nind khuli

Pani uski soteli behan diya ne fekh tha

Diya:bolti hai maharani uth jao subha ho gai hai

Tabhi riya ne apni tarfh dekha ki usa galo par tapad ke nisaan the sarir par chot ke nisan the uski halta boht kharb thi

Riya ko apni sotali ma or behan se pehale hi nafart thi par ab use apne papa se bhi ho gai thi uske papa ka nam ranveer or sotali ma ka nam rasmika tha

Rasmika ne kuch dino pehale riya ke khilf us ke papa badkya bolo Tumari pyari beti riya ko dekha tumane kese ghum ri hai college ke nam par meri pyari diya college bhi jati hai or ghar ka kam bhi kar ri hai mere sattt par in sab se ulta

Diya ghumti rehti hai or riya ghar ka sarra kam karti hai

Bas jab riya ke papa ghar ate hai toh riya ki maa nakre suru kar deti hai un ke samne ghar ka sarra kam khud karti rehti hai

Or diya apne papa ke samne badi achi choti behan banti thi

Jadatar riya ke papa ranveer bhar hi rehte hai office ke kam se

Woh KK company ke oner the

Riya ko lagta tha ki uske papa use boht pyar karte hai lekin woh galt thi aj uski ma ka rona dona sun kar uske papa ne use marna suru kar diya kyuu ki diya ka bf ghar aya tha par diya or uski ma rasmika ne saara injam riya par laga diya tha

Ranveer ne riya ko kaha ki tum toh esan parmos ho ki mene tume paal kar itana bada kiya

Diya ka or rasmika ka rona dona sun kar ranveer ne riya ko boht mar tha riya ko apni kismat par boht rona ara tha kyuu ki usa ghar koi bhi uske satt nahi tha bachpan se woh apni sotali ma or apni sotali behan juram sehan karti thi

Par ab uske papa ne bhi use bojj kaha tha

Riya ko life ke do bade dokhe mile hai ak apne bf ke or ak apne papa ka

Fr jab uske papa chale gaye toh diya boli chal ab kam kar kal raat ki mar byo gayi tb riya ne ghar ka sarra kam chup chaap kiya or baad me room par ake boli ma ku tum Muje akele chod kar chali

Riya ko un logo ne khan bhi nahi diya tha riya ka man toh karra tha

Ki woh mar jaye par use apni ma ka sapna pura karna tha

Riya boht dugali patli thi par bhagwan ne use boht khubsurti di thi uska bf college ka sabse smart or rich ladka tha

Riya ke bf ka nam rohan tha rohan ne riya ko gf eshi liye banya tha kyu ki woh us ki khubsrti ko dekh kar haa kaha tha par jab rohan riya se bor ho gaya toh usne college ki dusari khubasurat ladki isha ko date kiya Isha ke pass boht attiude tha lekin woh rohan ko boht pehale se pasnd karti thi usne toh kahii baar riya bejti bhi mar thi par riya itani bolhi thi ki use apne liye awaj bhi utani ni ati thi woh itani boli thi ki woh Wahii college ke Kentin me part time job karti thii kyuu ki uski sotali ma or behan use ak pese nahi deti thi riya ak art ki student pase ki kami karnaa woh. Abhi2 year me thi par woh topper thi usi liye use collger ship milti thi dusari tarf diya calb me thi wahh boht bigade ladke bhi the

Sabki nazar un ladko ki nazar diya par padti hai tb tk diya wasroom jati hai toh uske piche kuch ladke a jate hai woh ladke khete hai ki eh baby chalo aj ki raat ko haseen banye tb tkk woh kahti Muje chod do meri choti behan mere se bhi khubasurat hai use lao gi me kal

…agee kya hoga kese laye gi doya apni choti behan ko yhh

Padte rahiye devil husband story..

More Chapters