Chapter= 39
Kuch der taak dhund naa kaa baad bhi Zoya ko apna bracelet nahi milta hai. Thak harr kar voo sona chali jati ho.Agli subha sabhi time see cafe maa aa jata hai. Niya koo ana maa der hoo jati hai . Sara aur Zoya dekhti hai ki Niya kaha rah gyi . Tabhi voo aa jati hai. Sorry guys muja ana maa der hoo gyi . Koi baat ni Niya aja baith jaa....
Sabhi apni apni notebooks nikal leta hai. Sara dekhti hai kii Yuan kuch parashan lgg raha tha. Par kisi ko dekha nahi raha tha. Sabhi padai karta hai . Yuan maths ki problem samjata hai . Sabhi problem ko dekh raha hota hai . Par Sara ka problem ki se dhyan hatt kar voo Yuan koo dekhti hai....
Tabhi Niya usa elbow marti hai aur aram se kahti hai Sara tera dhyan kaha hai . Sara uski taraf badi akeh kar kar dekhti hai. Sabhi ko samaj aa gya naa. Sabhi hnn bolta hai . Zhechen chalo ek ek question kar kaa dekhta hai yaa important hai previous year maa yaa bhot bar repeat hua hai.....
Sabhi question karta hai tabhi Yuan dekhta hai kii Sara koo difficulty hoo rahi hoti hai . Sara isa asa nhi (a-b)^2 lga kar hoo gaa.Sara ohh . Sabhi kuch der taak apni apni subject ki problems solve karta hai. Aur dekhta hi dekhta 3 ghanta ho jata hai. Zoya bss ajj ka liya bhot hua maa abb thak gyi huu. Fir Yuan apna bag se kuch papers nikalta hai....
"Yaa kuch previous year paper hai sabhi inha kl school maa slove kar kaa laka ana "...
Tabhi Zhechen bolta hai . Pass maa new amusement park open hua hai chalo sabhi chalta hai. Zoya acha voo sec - 4 ka pass wala . Hnn wahi suna hai usma too bhoot bangla bhi hai. Zoya par uski ticket ka liya too bhot lambi line lgi hoti hai .....
Uski tum saab tension maat loo kl kii bhi holiday hai too sabhi 9 bheja waha par milta hai ticket ki jimmedari meri hai . Mera cousin ka isma share hai maa usa kaha kar advance maa laa lu gaa. Sabhi yaa suna kaa baad khus hoo jata hai. Par Sara Yuan ko dekhti hai joo kii parashan lgg raha tha...
Sabhi apna apna ghar ka liya nikal jata hai. Vicky ko shop se nikalta hai uski mom dekhai deti hai . Mom app yaha sabhi unha hello aunty bolta hai. Hello bacho maa bss market jaa rahi huu. Vicky beta Mera sath thod saman maa help karn. Vicky okk mom . Vicky unka sath chala jatahai. Baki saab bhi apna ghar ka liya nikal jata hai. Kuch der maa Zhechen ka ghar ka rasta bhi alag hoo jata hai. Jiska baad Sara Niya aur Zoya ko jana kaa liya kahti hai . Tum dono jao muja thoda kaam hai . OOO okk hum jata hai . Enjoy you time jao naa tum dono . Hn hn jata hai. Unka jana kaa baad Sara Yuan ko kuch kana wali hi hoti hai voo usa hug kar leta hai .....
