WebNovels

Chapter 1 - Meri Zindagi Ki Kahani !!

Maine apni zindagi me kuchh aise kaam kiye hai jo ki mujhe nhi karna chahiye or aap sabko bhi nhi karna chahiye kyonki jo mistake ek baar ho jati hai wah hamen zindagi bhar ke liye rulati rahti hai kaash ki maine jo kiya wah maine na kiya hota to aaj mai kuchh or hoti Lekin zindagi me Jo kuchh bhi hota hai wah hamare liye sahi hota hai jo hame andar se majbut banate hain aur hamen hamesha ek nai seekh dete hai ki hame waqt rahte Sambhal jana chahiye kyonki hamare aapne hi hamara sath dete hai or koi nhi log kewal apne swarth ke liye hamse bat karte hai lekin hame apne jivan me kuchh aisa nhi karna chahiye jisse hamare parents ko koi dukh ho ya unka sir neeche ho maine ager achhe se study ki hoti to aaj mai kuchh or hi hoti or sabse behter banti

More Chapters