WebNovels

Chapter 1 - meri zindagi ki yaade

Meri zindagi me mai aur meri maa sath me rahte hai aur meri zindagi aur meri maa ki zindagi badi casto se beta hai mera jo baap tha meri maa aur mujhe mai jab 3 sal ka tha tab se apne Nani ke yaha rahta tha apni maa ke sath aur Mera baap jo tha wo mere bhai ko le liya tha aur meri mai kaise kaise karke mujhe pdai lekhai ab tak mai usske liye kuch nhi kar paya ho mai uske liye mai zindagi me bahot kuch karna chahta ho likn abhi tak kuch nhi kar paya meri yaado ke panne me sabse hasin panna meri maa kaa hai kal aage bataunga meri baap ne kyaa kiya tha

More Chapters