WebNovels

Chapter 1 - shrapid jungle

Bahut din ki baat Hai ek Jungle tha jahan per log Jana nahin chahte the kyunki vahan ke log mante the ki vah Jungle shrapit Hai use jungle ka naam tha andher kund . Yah hamare gaon se bahut hi dur padta ek dedh mein Apne dost ke sath Apne Ghar wapas ja raha tha tabhi hamen maloom Chala ki Ham to vahi Jungle Se Ja Rahe Hain dost bola are yaar Tum bhi Kya darte Ho Main hoon Na. Main bola are dost log to mante Hain yah jagah bahut hi shrapit hai dost bola are yaar yah bus andhvishwas hai to Main bhi uske sath Chala Gaya Ham donon chalte chalte bahut hi Raat Ho Gai thi aur vah jungle se aisa lag raha tha ki koi hamen chhup Kar dekh Raha Hai main bahut dar raha tha per Mera dost bilkul bhi nahin vah to bilkul maje mein ja raha tha FIR जाते-जाते hamen use Jungle mein ek Ghar dikhai Diya jo ki bahut Hi sunsan tha Mera dost kahta Hai ki chalo Ham vahan per baithe Hain main bola are nahin dost vah to bahut hi dardna jyada hai dost hamare kuchh nahin Hai yaar FIR Ham donon use kar per Gaye aur poochha koi hai kya ghar per andar koi hai bahut sunsan na karata FIR kuchh minut ke bad darvaja khula aur darvaja Se nikala ek dadi man humne poochha Kya dadi man Ham Aaj Raat yahan rok sakte hain isliye bola han beta to Ham andar chale Gaye vah dadi man kapda se apne chehre Dhaka hua tha Raat bhi bahut ho gai thi to Main aur Mera dost Ko dadi man ek sone ki jagah Diya to Ham use room per sone chale gaye. Bahut Raat ho chuka tha kam se kam 12 baj gaye the Mera dost so gaya tha per Main nahin so Paya FIR mujhe laga Koi hamen dekh raha hai jaake tumhen Bahar nikala to dekha Ghar pura andhera se Dhaka hua Hai ghar ke aur dur per Maine kuchh dekha to Main use dekhne Chala Gaya to Main jab najdeek aaya to mujhe dekha to maine darvaja ke pass jab Gaya mujhe kuchh awaaz sunai Diya vah kuchh Chaku kodar karne ki awaaz thi Maine jab Suna to andar Se aisi awaaz a rahi thi Jaise Kisi ka sar kata raha ho maine jab darvaja ko dohra se call kar jakar dekha to jab Maine dekha to Mera rukhap gai use per ek nahin do shar main bahut dar gaya tha to main chupchap vahan se bhag raha tha to vahan se kuchh mujhe aawas Koi mujhe bol raha tha kaha ja rahe ho chupchap idhar aao tumhen jab bura to vah dadi ji ek chudail mein Ban chuki thi vah ek Chaku pakda hua tha mujhe bhagane laga to main check kara bacha main bhaga aur apne dost ki tarah use bachane Maine jab dost ko uthaya to dost bhi uth Gaya to Ham donon bhaagane Lage to vah dadi man mein bhagane Lage ham log jungle mein bhag Gaya tha jungle bahut andhera tha to Ham jab ja rahe the tabhi Mera dost main bahut dar gaya tha uska sar Ko darshak diya tha main bahut dar Gaya tha Main bhaga bhaga te bhagate ek daba mein poochha budhapa wala mujhe bola are kya hua main bola bacha vahan per ek bhutni Hai vah tumne kya kar diya vah Jungle shrapit Hai unke to aadami bhi apna dawa Bankar ke bike lekar Ham donon vahan Se Chala Gaya Ham donon जाते-जाते Apne gaon kaun si hai to to maine vah sab chij Bata Diya gaon walon Ko gaon walon Ne mujhe Shahar bhej diya aur kaha yahan per wapas kabhi mat aana Varna tumhara Jaan Ko Katra Hai unke kyunki vah chudail tumhen dhundh rahi hai to Main Shahar Chala Gaya mujhe use gaon mein Gaye bahut sal Ho Gaye vah gaon wale mujhe batate Hain ki ab Tak Mera dost ka Lash nahin mila Apne yahan per Khushi Se apna jindagi bitata hun is Shahar mein.

More Chapters