WebNovels

Chapter 2 - Likhu main khud ki kahani

Kaise likhu main khud ki kahani l kya karu main? Kaha jaau main l Main bhi apni ek kahani likhna chahatee hun l Mein bhi chahti hun ki meri bhi likhi hue ek - ek sabad mishaal ban jaye , par main kya karu kaise main apne andar ke awaj ko sunu main par kuch to karna hi padega mujhe main aise aakhir kab tak yu baidi rahungi aakhir kabhi to mujhe kuch na kuch to karna hi hai l Mujhe time rahate khud ko samhalna hi hoga , mujhe khud par ek atut wisvas rakhna hi hoga, khud ko majboot bnana hi hoga . tab jake khud ki likh paungi main apni kahani l.....

More Chapters