WebNovels

Chapter 2 - Mera dak ghar

Jeet Vidyalay se ghar a raha tha Aaj Vidyalay mein usne ek dakiya ki kahani pari Thi Vidyalay Se uske Ghar ke raste mein ek dakghar tha jab vah uske samne se nikala to uska man hua ki vah dakghar ke andar jakar dekhen ki vahan क्या-क्या kam hota Hai usne kadam badhaya hi tha ki use dadaji ki baat yad I Dada Ji kahate Hain ki Vidyalay se sidha Ghar aana vah kahate Hain ki Bina bataye kahin nahin Jana chahie vah teji Se Ghar ki or Chal diye usne socha Aaj jakar Dada Ji Se kahunga ki vah mujhe dakghar dikha lae

More Chapters