WebNovels

Chapter 2 - khud ka majak chapter 2

To main apne saheli ke Ghar ke najdeek a gai thi pura sunsan rasta Na koi dur dur TakTak dikh raha tha exam ki tension padhaai ka tension padhaai na karne ka dar yah sab ab mujhe mahsus hone Lage the mujhe kahin na kahin gam tha ki waqt rahakar bhi Maine padhaai nahin ki ISI ke ISI vichar se main ek ek kadam aage badhate ja rahi thi utane mein hi mujhe meri meri friend mujhe najar I use dekh kar mujhe thodi si himmat a gai mujhe laga ki ab ham donon sath mein jaenge exam ki liye par woh mujhe dekh kar thodi si tension mein najar I usne mujhe poochha kaha ja rahi ho maine kaha are aaj to paper hai na usne kaha Aaj aaj to nahin hai maine kaha yah dekh Lo hall ticket Aaj guruwar hai Na to Aaj hamara exam hai chalo jaldi jaldi taiyar ho jao Varna exam ke liye let ho jaega usne apna hall ticket dekha aur mujhe kahana chahie are pagal vah aaj ka guruwar nahin vah agale hafte wala guruwar hai jis din hamara exam hai bad usne meri taraf aur Maine uski taraf dekha aur dekh kar hansne Lage mujhmein per vah uska bhai uski mummy papa sare ke sare hansne Lage FIR main vahan se Ghar aaye Ghar Aakar mujhmein per meri mummy tab mujhe ehsas hua ki theek se na dekhe to khud ka hi majak ban jata hai

More Chapters