WebNovels

UNTitled,Kushal_Budha1770205543

Kushal_Budha
--
chs / week
--
NOT RATINGS
232
Views
Table of contents
VIEW MORE

Chapter 1 - Unnamed

Masturbation karne ka regret!

1.mejab 9,10 salkaa thaa tab mene masturbation karna start kiyaa thaa jhutna bolkar bolu to bahot majaa aataa thaa vai masturbation karne me arme usko bahot karne lagaa kabhi khabi to 5,6 barbhi kartaa thaa dinme.

par jab masturbation karle taa na vai uske Bat bahot regret hotaa thaa ki mene yasab kiu Kiya suru suru Meto Kuch NAHI lagtatha par jab me bada HOTA gaya ta lagtaa thaa regret. Lekin yasab hone ke badvi kiu me dusri barbhi karle taa thaa.9 years se 14 years tak ya kartaa gaya par mene ya sab karte huya bhi 11 years me mene exercise Kiya thaa ar chokaa dene waali batto tab thaa yasab karke bhi meraa body bahot achcha Hogi ya thaa.

Bas😔11 years me meraa Dely routine subhaa exercise aur uske bad sham ko ohii masterbation bahut regret lagta tha maine kyon aisa Kiya parme kabhi chhod Nahin paya aur jab main 13 years ho Gaya tab to Mera exercise karne me man nahii lagne lagaa aur uske bad Maine exercise karna chhod Diya aur mera body bhi kamjor padane Laga FIR ek bar Maine Socha ab to yah chhodana Hi padega aur uske bad mene boxing join kar lii ek mahine takto thik tha maine masterbation nahin kiya apne aap ko khud sambhala aur FIR achanak se ek din mein reels dekh raha tha tab mere ko bahut masterbation karne ka man Laga aur main khud ko sambhale Nahin paya aur Maine Laga Diya FIR ek uske bad to Bhai na itna regret feel hua ne itna regret feel huwaa.

Main khud ko maaf hi nahin kar paya aur dusri din boxing bhi nahin Gaya ghar mein hi padaa raahaa aur sochta Raha me ab ya kabhi Nahin chhod sakta meri ko iska aadat lag gaya hai aur main sochte sochte nind mein Chala Gaya. Mummy khana khane ke liye jab bulane Aaye tab mein utha aur uske bad fresh hua FIR ek bar Socha ab se ya kabhi Nahin karunga aur dusre din se regular boxing Gaya aur boxing mein bahut exercise Kiya uske bad to na bhai aisa changes aaya na mere sharir per pura sharir bahut strong lagne Laga aur tab se Maine masterbation karna Hi chhod Diya.

To Bhai aap bhi aisi chij mein lage ho to abhi se chhod do bus itna hi kahana chahta hun.