Aaj fir se aasu baha rahe hoo
Ye dil ban chuka hai dariya
Tabhi to duba ja rha hoo
Apne or pray kon ha
Nahi samaj pa rha hoo
Bas chta ha ye jiban
Bas sukoon mile is jiban me
Nahi ab jhela ja rha ha ye dard ka dariya
Ab band ho jay ye dhuk ke darwaje
Jo kab se khule ha mere liye
Yess lgta ha koi dil par tlbar mar rha ho
icha hoti ha duniya se rooksht hone ki
Par yesa kabhi nahi karunga _______
